Notification texts go here Contact Us Buy Now!

LYKSTAGE Par Video Kaise Upload Karein aur LYKSTAGE Account kaise banaye

Aapko LYKSTAGE Par Video Upload Karna aur Account banana se e kar live stream k bare mein batayenge
ApRdx

LYKSTAGE par account kaise banaye?

LYKSTAGE par account banane ke liye, aapko ye step by steps follow karne honge. Website ya App par Jaye, Sabse pehle, LYKSTAGE ki website par jaye ya mobile app ko download kare.

Sign Up karna

  • Sabse Pehle Website ya app khulne ke baad, fir Apko  ‘Sign Up’ ya ‘Create Account’ ke button par click karna hai.
  • Uske baad Aapko , Name , etc  All  Apni personal details email address ya mobile number enter karna hai .
  • Fir Aapko Verification ke liye diye gaye instructions ko step by step follow kare, jaise ki email ya SMS ke through Otp aaye hue code ko enter karna hai.

Profile ko setup kare

  • Aapko Apni profile setup kare jisme aapko apna username, profile ,Dp, picture, aur bio add karna hai bilkul thik tarike se.
  • Fir Aap ko kon se video ya content dekhne ke preferences set kare, jaise ki aap kis tarah ke videos dekhna pasand karte hain.
  • Last me LYKSTAGE ke terms and conditions ko carefully padhe aur agree kare.
  • Sabhi details ko bharne k baad Create Account’ ya ‘Sign Up’ ke button par click karna  hai.

Ye sab, itna karne ke baad LYKSTAGE par naya account ban jayega aur aap videos upload karne, se lekar dekhne, aur community ke sath interact karne ke liye ready ho jayenge.

LYKSTAGE par video kaise upload karein?

LYKSTAGE par video upload karne ke liye, aap niche diye steps ko follow kare.

  • Sabse pehle, apne LYKSTAGE account mein login karein Agar login hai to 2nd step follow kare.
  • Aapko Homepage par upar ki taraf  ‘Upload’ icon ya button par click karein hai.

  • Fire Apne device se video ko select karna hai jo aap upload karna chahte hain any topic par.
  • Uske baad aapkoVideo ka title se lekar description, tags, aur category jaise details sabhi bharne hai .
  • Aapko Apne video ke liye ek attractive thumbnail choose karein ya upload karein ya rehne de.
  • Fire Aapko Apni Video ko public, private, ya unlisted karni hai set karein, ye depend karta hai ki aap video ko kaun dekh sakta hai ish liye aapko public par click karna hai.
  • Agar Aapko zaroorat ho to advanced settings mein additional options jaise comments, licensing, etc. ko adjust kar sakte hai.
  • Uske baad Aapko Sab kuch set karne ke baad, ‘Publish’ ya ‘Post’ button par click karna hai.

Dosto Video upload hone ke baad, aap LYKSTAGE par apne video ko manage kar sakte hain or dekh sakte hain. Dhyan rakhein ki aapke paas video upload karne ka right ho aur ye kisi copyright ya community guidelines ka ulanghan na kare. 

LYKSTAGE par live video kaise stream karein

LYKSTAGE par live video stream karne ke liye, aapko ye steps follow karne honge.

  • Sabse pehle, apne LYKSTAGE account mein login karein.

  • Dashboard ya homepage par diye gaye ‘Live Stream’ ya ‘Go Live’ ke option ko dhundhein aur us par click karein.

  • Apne live stream ke liye zaroori settings ko configure karein, jaise ki stream ka title, description, aur privacy settings.

Streaming Software Setup Karna

  • Agar aap external camera ya microphone ka use kar rahe hain, toh streaming software jaise OBS Studio ya XSplit ko setup karein aur LYKSTAGE ke sath link karein.

  • LYKSTAGE aapko ek unique stream key dega, jo aapko apne streaming software mein enter karna hoga.

  • Apne live stream ke liye ek catchy thumbnail aur relevant tags add karein taaki viewers ko attract kiya ja sake.
  • Apne upcoming live stream ke baare mein apne followers ko pehle se inform karein taaki wo join karne ke liye tayyar rahein.

  • Jab sab kuch set ho jaye, toh ‘Go Live’ ya ‘Start Streaming’ button par click karein aur apne live video ko stream karna shuru karein.

Live streaming ke dauran, audience ke comments ka jawab dein aur unke sath interact karein taaki ek engaging experience create ho sake. Stream khatam hone ke baad, aap us video ko apne channel par save kar sakte hain taaki baad mein bhi log dekh sakein.

Post a Comment

Cookie Consent
We serve cookies on this site to analyze traffic, remember your preferences, and optimize your experience.
Oops!
It seems there is something wrong with your internet connection. Please connect to the internet and start browsing again.
AdBlock Detected!
We have detected that you are using adblocking plugin in your browser.
The revenue we earn by the advertisements is used to manage this website, we request you to whitelist our website in your adblocking plugin.
Site is Blocked
Sorry! This site is not available in your country.